Aaj mein kaed hoon is kadar ki tera lafz bhi bhool gaya hoon jaise....
Kuch parchaiyo mein aise khoya hoon aaj jaise....
Is taraha kaed kar ke tujhe kya milega jaise....
Teri ruh bhi tujhe degi ek din dhokha jaise....
Chaand saanse baki hai mujhe jaise....
Yaad kar loon us chaman ko jaise....
Khushboo si fheli ho mere yaadon ke vatan mein jaise....
Aaj mein kaed hoon is kadar ki jaise....
Tuesday, December 21, 2010
Saturday, December 11, 2010
JHUKTI SHAAM
Jhukti shaam ki bhujti loh bi dokha kha gayi...
Mere mehboob ke kadmo mein aaj bi vo sharma si gayi...
Jinke aane se ruki meri duniya...
Aaj us duniya se jaane kyo gabhra si gai...
Jhukti shaam ki bhujti loh bi dokha kha gai...
Khaak si mil gaya yeh jahan...
Kisi ki mohobbat aaj bi rango se mehak si gayi...
Dard bi thehra hai aake sine mein kahi...
Pal mein mujhko pal mein tujhko...
Tere jism ki ruh mere roop mein shama si gayi...
Jhukti shaam ki bhujti loh bi dokha kha gayi...
Kyo na jaane tujhe dekh kar tadpi hoon aise....
Teri inayat mein badle yeh duniya...
Dard bi gehra magar teri khushiyo se baadkar reh si gayi...
Jhukti shaam ki bhujti loh bi dokha kha gayi...
Subscribe to:
Posts (Atom)
The way to be happy
The way to be happy is to identify yourself, what is unique about you, that is visible to the world, not you, and that is the way the worl...
-
Suraj ki agni ke jaisa hota hai jwalamukhi_ roop ki kirno jaise dehkta hai jwalamukhi_ khushboo se mehkti ek aag hai jwalamukhi_ har ...
-
Patto se seemti….patto se fehali….yeh hawaye teri……. Roshani se bhujte chiraag ki loh se gehri….. Sagar ka moti ya sagar ki seepi….un na...
-
Ek khushi ek chahat bhi rulati hai jeevan ke mod par… Khamosh palke bhi chup reh jati hai us nazar ko dekh kar… Kehte hai dard mein jeene...