Wednesday, January 12, 2011

Jab Makke De Phoole Kha Rahe Se

Jab makke de phoole kha rahe se....
 Saundi saundi hawa chali....
khushboo mein vo behta sawan....
Yeh door haye kis aur chali.... 
Hoon to apne maa da aanchal yaad aaya....
 Bachpan ka sawan....
 Dhoop wich khilda patjhaad yeh mausam....
Bhula bisra hoke har dum....
Vo choti si kahani ban kar yaad aaya....
Yaaro da bachapan....
 Fir bi dil hara nahi hai....
Laut aayonga vo har pal....
Jis pal mein har gaya tha....
Ab jeena hai us pal...
Jee mein lagan lagayi us chaon di....
Us garmi ki us raata di....
Ab jaye na dur ab vo pal....
Jis mein na tu hai na vo kal.... 

2 comments:

  1. shikhu ek tum hi ho jo ek popcorn per bhi shayari likh sakti ho bhut sunder abb main bhi jab popcorn khaunga to khuch tuhari tarha hi sochunga tumne mujhe ek nai rah de di iske liye thanks dost........keep it up.....very nice......!!!!!!

    ReplyDelete
  2. My pleasure vikram ji and thanx u too... :)

    ReplyDelete

The way to be happy

The way to be happy is to identify yourself, what is unique about you, that is visible to the world, not you, and that is the way the worl...