Sunday, October 2, 2011

Khane Jaisi


Kaash zindagi bi khane jaisi kuch namkeen, 

kuch meethi, kuch tikki, kuch khatti hoti.....

Fir saanse bi khane jaisi garam hoti....

Aankhe band karke rakhti agar,

hatho jaisi mulayam roti bhi sath hoti....

Pal mein muh mein ghul jaye,

khane jaisi agar kisi ki hassi khas hoti....

Fir bhi meetha khati agar,

mirch si tikki zuban hoti....

Pal mein khane ki khushboo phel gayi,

jaise baaton ki muskaan hoti....

Dil bhi kaccha hai magar,

khane sa pakka swaad nahi....

1 comment:

  1. wah wakai sahi kahah soch aachi hai lakin jindagi main our bhi bhut khuch hai lakin hume uska andaja nahin hota kabhi kabhi......very nice .......!!!!1

    ReplyDelete

The way to be happy

The way to be happy is to identify yourself, what is unique about you, that is visible to the world, not you, and that is the way the worl...