Wednesday, November 10, 2010

KILKARI


Anjan thi is shabd se kya hoti hai kilkari……

Ek masum bachpan sa or kho gai jaavani……

Nanne kadmo sa ek baagta bachan jaa rha h kis aur……

Gunjte swaro se nikali ek kilkari…….

Maa ki mamta umaadi us par, kho kar sari kahani…..

Sneh me lipte bache ko lagti hai uski maa badi hi pyaari…….

Bacha jitna masum hai utna shetan, jab bi chahta hai maa ka pyaar…

Tab gunje ghar ke hare k kone me uski kilkari……

Kilkari shabd nhi aasan, sabko ek hai karta………

Aur apni masumiyat diklata hai yeh……

Gumnaam zindagi ko bi ujala de jaata hai yeh…..

Apno ko aur kareeb laata hai yeh…….

Suro ka har ek roop hai kilkari……….

Pyaar mai dhoobe shabdo mai anmol hai kilkari…..

Masum bachpan ke har roop, har saas mai hai kilkari……

Aatma mai dhobi har kiran ka naam hai kilkari…

8 comments:

  1. Really so lovely......... aaj wahi bachpan hum dhundte hai apni galiyo mai.....!!!

    ReplyDelete
  2. Yaaar tum to chhupe rustam ho.... bahut achha laga ke aap bahut acchha achha likhtin hain... meri taraf se bahut bahut badhai...dher sari subhkamnayein...from Dharam Loonaa, Chandigarh

    ReplyDelete

The way to be happy

The way to be happy is to identify yourself, what is unique about you, that is visible to the world, not you, and that is the way the worl...